dykha tauseef bhaiya maan ga na ya bhia sahab khud hi


Re: I am Back
















Beech main villian agaya..








aur 5 rupai hain 50000 nahi wese aik kaam ho sakhta hai 5 rupai ki aik roti lai kar hissay kar looo aur mujhe duaye dena nahi bholna mai nai kitni achi tip bataye hai woh bhi free mai
jab tak villan na ho tau kahani ka kiya faidah kahani is tarha hogi aik larka aur aik larki mai piyar hoa phir shadi ho gaye 10 mint ki kahani 


kuch tau samjho naa

meray aap ko apne saaray paisay dedonga??? agar mujhay milay to.... pata nahin kya hoga?? or Meraj ab to buhat hogaya jaldi jaldi batao kya maajra hai ye???? or ye villan hai kesa??? kahin daddy to nahin hain??? agar hain to aap ye gaana gao.." kyun kya meray Pyaar ko Qaidi.. Gooli maaron tujhay Daakuu Daddy"















